Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAkshaye Khanna
HomeAkshaye Khanna
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dulhan si saji dharti khula wo aasmaan hooo dulhan si saji dharti khula wo aasmaan bulaata hai humen phir wo chaahat ka jahaan aa ab laut chale hooo ooooo aa ab laut chale aa ab laut chale hooo ooooo aa ab laut chale anjaan tha main naadaan tha main tere pyaar ko jo naa samjh paaya tune itna bechain kiya main tere paas chala aaya teri saansen mera jeevan mere dil mein tera ghar hai zara dekhe koi isko ye jannat se bhi sundar hai bina tere nahin chaina nahin chaina yahaan aa ab laut chale hooo ooooo aa ab laut chale aa ab laut chale haan aaaaa aa ab laut chale ik pal ke liye ik din ke liye naa door main tujhe se jaaungi teri palkon ki inn galiyon mein sapnon ki sej sajaaungi tujhe dekhun tujhe chaahun teri khushboo mein kho jaaun yahi meri tamanna hai teri baahon mein so jaaun dard e dil nahin sehna nahin sehna yahaan aa ab laut chale hooo ooooo aa ab laut chale aa ab laut chaleeeee haan aaaa aa ab laut chale dulhan si saji dharti khula wo aasmaan bulaata hai humen
aa kahin door chale jaayen hum aa kahin door chale jaayen hum door itna ki humen chhoo naa sake koi ghum aa kahin door chale jaayen hum aa kahin door chale jaayen hum door itna ki humen chhoo naa sake koi ghum aa kahin door chale jaayen hum phoolon aur kaliyon se mehke huye ek jungle mein ik haseen jheel ke saahil pe humara ghar ho oss mein bheegi huyi ghaas pe hum chalte hon rang aur noor mein dooba hua har manzar ho main tujhe pyaar karun mere sanam tu mujhe pyaar kare mere sanam aa kahin door chale jaayen hum door itna ki humen chhoo naa sake koi ghum aa kahin door chale jaayen hum aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa shaam ka rang ho gehra to sitaare jaage raat jo aaye to resham se andhere laaye chaand jab jheel ke paani mein nahaane utre meri baahon mein tujhe dekh ke sharmaa jaaye main tujhe pyaar karun mere sanam tu mujhe pyaar kare mere sanam aa kahin door chale jaayen hum door itna ki humen chhoo naa sake
Deewane Do Dil Mile
khamosh hai jo ye wo sadaa hai wo jo nahin hai wo keh raha hai saathiyo tum ko mile jeet hi jeet sadaa bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha jaao jo laut ke tummm ghar ho khushi se bhara jaao jo laut ke tummm ghar ho khushi se bhara bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha kal parbaton pe kahin barsi thi jab goliyaan hum log the saath meinnnn aur hausle the jawaan ab tak chattanon pe hai apne lahoo ke nishaan saathi mubaarak tumhen ye jashn ho jeet ka bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha kal tumse bichhdi huyi mamta jo phir se mile kal phool chehra koi jab tumse mil ke khile kal tumse bichhdi huyi mamta jo phir se mile kal phool chehra koi jab tumse mil ke khile paao tum itni khushiii mitt jaaye saare gileee hai pyaar jinse tumhennnn saath rahe wo sadaaa bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha jab aman ki baansuriii goonje gagan ke tale jab dosti ka diyaaaaa inn sarhadon pe jale jab bhool ke
hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm ishq mein pyaar mein kya kya ho raha hai neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hai is tarah chhod ke door na jaa faasle keh rahe paas aa ja is tarah chhod ke door na jaa paas mere paas aa ja uii uii ishq mein pyaar mein kya kya ho raha hai neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hai ghoomti hai zameen jhoomta aasmaan kaun si hai jagah aa gaye hum kahaan ghoomti hai zameen jhoomta aasmaan kaun si hai jagah aa gaye hum kahan rut hai jawaani ki tera mera saath hai masti fizaaon mein kitni suhaani si apni mulakaat hai aane de baahon mein bekraariyaan kya khumaariyaan bekhudi mein chha raha nasha uii uii ishq mein pyaar mein kya kya ho raha ishq mein pyaar mein kya kya ho raha neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hai kya haseen hai sama kuchh hawa sard hai dhadkanen bekhabar dil mein bhi dard hai kya haseen hai sama kuchh hawa sard hai dhadkanen bekhabar dil mein bhi dard hai teri tamanna hai tera hi
mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon saari duniyaan se keh doongi saari duniyaan se keh doongi tujhse pyaar main karti hoon mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon akela tu hai akeli main hoon akelepan se jeeya dartaa hai chhupata kyun hai bata de dilbar husn pe mere tu bhi marta hai madhoshi chhaayi hai dil pe ab to bilkul hosh nahin iss mein hain teri bhi khataayen mera hi sab dosh nahin ab to bas main shaam savere teri aanhen bharti hoon mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon hey hey hey hey hey lara lala lala lala lala lala la hey hey kanwaari main hoon kanwaara tu hai rahenge kab tak kanwaare sochao sulagte dil mein bhujhe jaate hai ye kaise armaan humaare socho teri nazar ka teer sanam mere jigar ke paar hua betaabi ke iss aalam mein ab jeena dushwaar hua tere labon ko
o yaaro maaf karna kuchh kehne aaya hoon kuchh apne baare mein samjhaane aaya hoon o yaaro maaf karna kuchh kehne aaya hoon o yaaro maaf karna kuchh kehne aaya hoon kuchh apne baare mein samjhaane aaya hoon main hoon pardesi naujawaan dil mein rehne aaya hoon dil mein rehne aaya hoon o yaaro maaf karna kuchh kehne aaya hoon kuchh apne baare mein samjhaane aaya hoon main hoon pardesi naujawaan dil mein rehne aaya hoon dil mein rehne aaya hoon mere ahle watan o tera kya kehna nasri na saman o tera kya kehna khushboo aye chaman tera kya kehna meri gango jaman tera kya kehna aye desh se aane waale bata kaisa hai mera mehboob watan kaisa hai mera mehboob watan kya ab bhi wahaan khalihaanon mein sab neem ke neeche sote hain kya ab bhi wahaan bachpan waale wo khel suhaane hote hain kya ab bhi wahaan raaja raani ke kisse daadi sunaati hai kya ab bhi wahaan par bachchon ko maa lori gaa ke sunaati hai kya ab bhi wahaan baisakhi mein sab jhoom ke bhangda pande hain kya ab bhi
ho uuu hoo lala lala lala lala la la la la la la lara lala lala lala lala lala lala lala pyaar ki shokhiyaan mastiyaan aur kya kya kya kya kya zindagi mein uda zindagi ka mazaa mazaa mazaa otashi anata aesho aaaa jaane jaa haa haa haa jaane jaa haa haa haa hum mile tum mile dil mile aaaa jaane jaa haa haa haa jaane jaa haa haa haa pyaar ki shokhiyaan mastiyaan aur kya zindagi mein uda zindagi ka mazaa otashi anata aesho aaaa jaane jaa haa haa haa jaane jaa haa haa haa hum mile tum mile dil mile aaaa jaane jaa haa haa haa jaane jaa haa haa haa ho pyaar hua pyaar hua ho ho ho pyaar hua praar hua ho pyaar hua praar hua ho ho ho pyaar hua praar hua america america america meri jaan hasinon se hasin hain yahaan ki ladkiyaan ho pyaar hua hua ho ho ho pyaar hua hua america meri jaan hasinon se hasin hain yahaan ki ladkiyaan kabhi yahaan kabhi wahaan hum to hain titliyaan adaaon pe surroor hai nazar mein bijliyaan otashi anata aesho aaaa jaane jaa haa haa haa jaane jaa haa
hmmmm pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya wo chaand taaron ki roshni hai wo mandiron ka diyaa uss jaaneman ki bas ik jhalak ne paagal mujhe kar diya hmmm hmmm hmmm wo mere saanson ki raagini hai wo mere dono jahaan wo maang le jo mujh se kabhi to dil kya usse de doon jaan pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya jo muskuraa ke dekha mujhe to hua mera dil fidaa hai uss ke jaisi badi suhaani uss naazni ki ada hmmm hmmm hmmm ussi ke khaabon mein khoya rehta main aaj kal raat bhar subah subah jab main aankhein kholun aaye mujhe wo nazar pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri
o o o sun o jaane waale sun o jaane waale laut ke aana sun o jaane waale laut ke aana koi raah dekhe bhool na jaana tum bin pal pal rahoongi main bekal ban ke birhan sang hain tumhaare mere des ke sipaahi mera mann mera mann mera mann sun o jaane waale tum aur main jo sang na honge to holi mein bhi rang na honge tum aur main jo sang na honge to holi mein bhi rang na honge barf se thandi koyal si kaali tum bin hogi har diwaali hooo seekhenge baadal aansoon bahaana aag lagaane ko jaan jalaane ko hoga saawan saawan ki iss agani ka hoga indhan mera mann mera mann sun o jaane waale ghar ke ye kamre aangan dwaare raah takenge yeh bhi to saare ghar ke ye kamre aangan dwaare raah takenge yeh bhi to saare khaali rahegi kursi tumhaari pyaasi rahegi phoolon ki kyaari hoooo tarsega tumko saara gharaana baahon ko pasaare suno tumhin ko pukaare iss ghar ka aangan jaao tum chaahe kahin saath hai meri dhadkan mera mann mera mann sun o jaane waale laut ke aana koi raah dekhe bhool
jisne dekha dance tera wo tere pichhe ho liya dance floor pe teri khatir dhol bajaye dholiya haaan jisne dekha dance tera wo tere pichhe ho liya hoye dance floor pe teri khatir dhol bajaye dholiya mashhoor tere thumke canada tak ni canada tak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni aaj khushi mein hoja crazy pee le desi ya angrezi naino waali bottle se tu peg bhar le do dilon ki ho gayi yaari rasmein poori ho gayin saari dil jaise chaahe waise tu nach le hoooo aaj khushi mein hoja crazy pee le desi ya angrezi naino waali bottle se tu peg bhar le haye do dilon ki ho gayi yaari rasmein poori ho gayin saari dil jaise chaahe waise tu nach le hey dharti hila de gori pair tak ni pair tak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni kaan mein tere
haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda dekh lun ek jhalak oo oo o dekh lun ek jhalak aaja ab aa bhi ja tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda sunle tu haal e dil kya kya hai meri mushkil jo ishq mein sabko hota hai wo sab kuchh mujhko hota hai zulfen bikhri hain meri hoo oo oo zulfen bikhri hain meri inko suljha bhi jaa tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda dasti hai tanhaayi chubhti hai parchhayi do nain taraste rote hain na jagte hain na sote hain kya karun aise mein oo oo oo kya karun aise mein aake samjha bhi jaa tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda dekh lun ek jhalak oo oo oo dekh lun ek jhalak aaja ab aa bhi ja tere bin ik pal dil
hey saahib e jamaal hey saahib e jamaal hey saahib e jamaal tu hai kamaal tu hai kamaal tu hai kamaal tu hai kamaal changa lagta tera chehra changi lagti teri aankhen changa lagta tera hasna tu hai kamaal tu hai kamaal tu hai kamaal tu hai kamaal hey saahib e jamaal tu hai kamaal tu hai kamaal tu hai kamaal changa lagta tera nakhra changi lagti teri baatein changa lagta tera chalna tu hai kamaal tu hai kamaal tu hai kamaal tu chain hai tu pyaas hai tu aarzoo hai dekhe jidhar meri nazar bas tu hi tu hai tu chain hai tu pyaas hai tu aarzoo hai dekhe jidhar meri nazar bas tu hi tu hai kahe meri paagal dhadkan teri baahon mein raahat hai tere ehsaas mein dooba mann tujhe paane ki chahat hai changa lagta tera chehra changi lagti teri aankhen changa lagta tera hasna tu hai kamaal tu hai kamaal tu hai kamaal ae saahib e jamaal tu hai kamaal tu hai kamaal tu hai kamaal main bhi yahaan tu bhi yahaan armaan jawaan hai bole bina dil ke sabhi kisse bayaan hai main bhi yahaan
tujhe dene ko mere paas kuchh nahin tujhe dene ko mere paas kuchh nahin ik dil hai chaahe to le leeeeee ik jaan hai chaahe to le le tujhe dene ko mere paas kuchh nahin tujhe dene ko mere paas kuchh nahin ik dil hai chaahe to le leeeeee ik jaan hai chaahe to le le nara nana nanaaaaaaaa naaaaaaaaa nana nana nanaaaa nana nana nana nanaaaaaa meri duniyaa mein bhi to koi nahin meri duniyaa mein bhi to koi nahin jab chaahe aa jaana aanaa to phir naa jaana lala lala lalaaaaaa laaaaaaa lala lala lalaaaaa lala lala lala lalaaaaaaaa kya le kar aaye the kya le kar jaayenge apne kadmon ke nishaan hum chhod jaayenge hooooo hoooo hoooo lene aayi re manzil humen saathiyaa tujhe dene ko mere paas kuchh nahin tujhe dene ko mere paas kuchh nahin ik dil hai chaahe to le leeeeee ik jaan hai chaahe to le le nara nana nanaaaaaaaa naaaaaaaaa nana nana nanaaaa nana nana nana nanaaaaaa kaajal ke jaisa tujhe nainon mein basa lenge sheeshe ke jaisa tera dil hum sambhalenge hooooo hoooo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ab Laut Chalen Aa Ab Laut Chalen (1999) 05:37 12544
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 05:37   Song Number : 12544   

Aa Kahin Door Laawaris (1999) 06:12 18768
 
Poster of Laawaris (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Akshaye Khanna
Duration : 06:12   Song Number : 18768   

Deewaane Do Dil Mile Kudrat (1998) 06:40 40004
 
Poster of Kudrat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Urmila Matondkar
Duration : 06:40   Song Number : 40004   

Ek Saathi Aur Bhi Tha LOC Kargil (2003) 08:27 11982
 
Poster of LOC Kargil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sonu Nigam
Raag- 
Gavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 08:27   Song Number : 11982   

Ishq Mein Hulchul (2004) 04:51 38264
 
Poster of Hulchul (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Vidyasagar
Singer- 
Alka Yagnik, Shaan
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Akshaye Khanna
Duration : 04:51   Song Number : 38264   

Mera Dil Tera Deewana Aa Ab Laut Chalen (1999) 05:18 20904
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
Duration : 05:18   Song Number : 20904   

O Yaaro Maaf Karna Aa Ab Laut Chalen (1999) 09:02 39726
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 09:02   Song Number : 39726   

Otashi Anata Aa Ab Laut Chalen (1999) 06:52 21065
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Suman Rangnathan
Duration : 06:52   Song Number : 21065   

Pari Hungama (2003) 04:57 18633
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Babul Supriyo
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Rimi Sen
Duration : 04:57   Song Number : 18633   

Seemayen Bulaye Tujhe LOC Kargil (2003) 07:57 12232
 
Poster of LOC Kargil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 07:57   Song Number : 12232   

Shakira No Problem (2010) 04:01 37266
 
Poster of No Problem (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Duration : 04:01   Song Number : 37266   

Tere Bin Ek Pal Aa Ab Laut Chalen (1999) 05:50 12128
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 05:50   Song Number : 12128   

Tu Hai Kamaal Aap Ki Khatir (2006) 06:04 39276
 
Poster of Aap Ki Khatir (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Kunal Ganjawala
Duration : 06:04   Song Number : 39276   

Tujhe Dene Ko Kudrat (1998) 06:28 21349
 
Poster of Kudrat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Urmila Matondkar
Duration : 06:28   Song Number : 21349   
Karaoke Songs of Akshaye Khanna, Sad Songs of Akshaye Khanna, Love Songs of Akshaye Khanna, Dance Songs of Akshaye Khanna, Hip-hop songs of Akshaye Khanna, Best songs of Akshaye Khanna, Super hit songs of Akshaye Khanna, hit songs of Akshaye Khanna, duet songs of Akshaye Khanna, solo songs of Akshaye Khanna, old songs of Akshaye Khanna, famous songs of Akshaye Khanna, Hindi Karaoke Songs of Akshaye Khanna, Hindi Sad Songs of Akshaye Khanna, Hindi Love Songs of Akshaye Khanna, Hindi Dance Songs of Akshaye Khanna, Hindi Hip-hop songs of Akshaye Khanna, best Hindi songs of Akshaye Khanna, super hit Hindi songs of Akshaye Khanna, hit Hindi songs of Akshaye Khanna, duet Hindi songs of Akshaye Khanna, solo Hindi songs of Akshaye Khanna, old Hindi songs of Akshaye Khanna, famous Hindi songs of Akshaye Khanna, Sing Along Songs of Akshaye Khanna, Sing Along Sad Songs of Akshaye Khanna, Sing Along Love Songs of Akshaye Khanna, Sing Along Dance Songs of Akshaye Khanna, Sing Along Hip-hop songs of Akshaye Khanna, Sing Along Best songs of Akshaye Khanna, Sing Along Super hit songs of Akshaye Khanna, Sing Along hit songs of Akshaye Khanna, Sing Along duet songs of Akshaye Khanna, Sing Along solo songs of Akshaye Khanna, Sing Along old songs of Akshaye Khanna, Sing Along famous songs of Akshaye Khanna